Mein Phir Miloongi


Yeh un do premiyon ki kahaani hai, jo vipreet pristhition ko jhutlaane ke prayatan mein prem ki aisi charam seema ko prapat ho jaate hai  jahan unka prem ek ruhaani shakal ekhtiyaar kar leta hai.


Yeh Kahani prem ki voh avayavaharic abhivyakti hai jahan pathak ko us satar par pahuncha deti hai, jahan use yaad aane lagti hai, Heer- Raanjha, Sohni - Mahiwal ki kahaniya.



Kahani aur uska bayan pathak ko ant tak kitaab  se bandhe rakhta  hai.


 


Popular posts from this blog

अभिशप्त कहानी

हिन्दी का वैश्विक महत्व

भारतीय साहित्य में अन्तर्निहित जीवन-मूल्य